Pages

Mehndi

rubabchudhry.blogspot.com is a Pakistani matrimonial site providing Pakistani singles with the largest selection of potential marriage partners.

 

100 Glitter Mehndi Tiki Pics Designs Henna Tattoos Girls Hand.. 

 

Mehndi ko henna bhi kehntay hain aur ye hath ko decorate karnay ke toor parpichlay panch hazar saal se istmal ki ja rahi hai aur in 5 hazar salon ke doran ye mukhtaliq tehzeebon se hoti hoi ab is modern zamana main pohanch chuki hai. Indian aur Pakistani culture main mehndi ka rawaj aik lazmi hisa ban chuka hai weddings main. Pakistan main ab arabic mehndi designs kafi pasand kiya janay laga hai. Is ke ilawa mehndi balon ko dye karnay ke liye bhi use hoti hai. yahan par khuch mehndi ki pics jama ki gayi hain aur neechay post ki ja rahi hain jin main bridal mehndi designs ke sath sath kids ke liye bhi designs mojod main. Agar aap ke paas henna/mehndi se mutaliq koi information hai aur aap share karna chahin tou nechay comments main share zaroor karain.<br /> Mehndi ki rasm Pakistani shadiyon main na ho tou wedding adhuri si mehsos hoti hai. Aaj aap ke liye yahan par 15 se zayada henna designs images collect ki gayi hain jo ke sub latest pictures hain in main mehndi foot designs, tiki, hands aur khuch arabic styles bhi mojod hain. In mehndi wallpapers se aap ko ye andaza ho jaye ga ke aaj kal kis tarah ka design chal raha hai aur is ke ilaye aap ko asani bhi ho jaye gi mehndi ka design select karnay ke liye apne hathon ke liye. Chahe&nbsp; bakra eid ho meethi eid ho ya phir chand raat ho ya koi party wagera functions ho ya aap ki apni marriage ka function ho tou yahan par dulhan ke hathon ki aur khubsurati barhane ke liye bhi kafi snaps mojod hain. Agar in designs ke ilawa aap aur bhi mehndi ki pictures dekhna chahain tou mehndi ke labels main se aap ko kids, bridal, simple, professional mehndi design ideas aur tips hasil ho sakti hain. Is ke ilawa yahan easy mehndi art ki bohat sari tasweerain bhi mil jayain gi.
























ehndi lagana kisi art se kam nahin hai. Khawateen larkiyon bachiyon ke banao sanghar&nbsp; main mehndi khasoosi ahmiyat ki hamil hai. Mehndi woh singhar hai jisay ham apne mazhbi tehwar religious festivals aur khaas taqreebat ke moqa par karna zaroori samajhtay hain. Aik door tha jub mehndi ke darakht tree se mehndai ke pattay leaves toor kar aur pees kar hands par mehndi lagayi jati thi. Us door main designing ka koi khaas tasawar na tha. diya salayi aur hair pin ke zariye naqsho nigar banaye jatay thay.





 

 






































3 comments: